Monday, October 29, 2007



कहानी LAUUT आओ तुम * वे प्यारे मम्मी पापा को अर्पित है ---अलका मधुसूदन पटेल story---*लॉट आओ तुम

*डॉ .मानवी सोचकर चली आई .शाम को भी जब ve vahi se nikli to kya dekhati he ek patient jinko kal hi yaha laya gaya he aankho se hi unhe kuch kahna chah rahe he.dr. turant unke pas pahuchi ,patient ne hath hilaker unko kuch kahna chaha per serious paralytia attack ke karan kuch na kah sake ,aankho se bade bade ansoo girne lage.unke asphut swaro को ve prayas se bhi nahi samajh payi.tab bhi pas jaker santwana di ,samajh gai unki itniu tabiyat kharab hone per bhi को i dekhrekh karnewala sath nahi he to chintit va pidit he.marij ki nirbalta aur ashaktata dekhker dr. vedna se bher uthi.oh ! kitne duhki he ve. jate jate mudaker dekha to ve hi marij hath se kuch batana chah rahe he kuch likhana chahate he.shayed kich likhana chahte he. jaane kya ? kase likh sakege ? tab bhi pencil-paper bala diya .lagbhag ghasitate se shabdo se unhone dr. manvi-manu aur niche soni sir likh diya.saph nahi tha tab bhi dr. ne apna nam padne ke bad unka nam pada to dang rah gai.